Taal Se Taal Mila

June 13th, 2008

Taal Se Taal Mila

No. 4 Bollywood Rain Songs

Movie: Taal
Song: Taal Se Taal Mila
Director: Subhash Ghai
Music: A. R. Rahman
Casts: Aishwarya Rai, Anil Kapoor, Akshaye Khanna, etc.
Year: 1999

Lyrics:

Dil ye bechein ve
Raste pe nain ve
Dil ye bechein ve
Raste pe nain ve
Jindari behaal hai
Sur hai na taal hai
Aaja savariya
Aa aa aa aa
Taal se taal milaao
Taal se taal mila

Dil ye bechein ve
Raste pe nain ve
Jindari behaal hai
Sur hai na taal hai
Aaja savariya
Aa aa aa aa
Taal se taal milaao
Taal se taal mila

Saawan ne aaj to mujhko bhigo diya
Hay meri laaj ne mujhko dubo diya
Saawan ne aaj to mujhko bhigo diya
Hay meri laaj ne mujhko dubo diya
Aisi lagi jhadi sochoon main ye ghadi
Kuchh maine kho diya kya maine kho diya
Chup kyon hai bol tu sang mere dol tu
Meri chaal se chaal milaao
Taal se taal milaao
Taal se taal mila

Maana anjaan hai tu mere vaaste
Maana anjaan hoon main tere vaaste
Maana anjaan hai tu mere vaaste
Maana anjaan hoon main tere vaaste
Main tujhko jaan loon
Tu mujhko jaan le
Aa dil ke paas aa is dil ke raaste
Jo tera haal hai vo mera haal hai
Is haal se haal milaao
Taal se taal milaao
Taal se taal mila

Dil ye bechein ve
Raste pe nain ve
Jindari behaal hai
Sur hai na taal hai
Aaja savariya
Aa aa aa aa
Taal se taal milaao
Taal se taal mila
Taal se taal milaao
Taal se taal mila

By admin | June 13, 2008

Topics: Top Ten Bollywood Rain Songs |

« Bhaage Re Mann | Home | Hum Tum Title Song »

Comments:

Comment on “Taal Se Taal Mila”