Main Ro Na Padun - Hum Phirr Milein Na Milein
No. 8 at Box office this week
Song: Main Ro Na Padun
Film: Hum Phirr Milein Na Milein
Director: Manish Goel
Music: Sandesh Shandilya & Sameer
Singers: Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan
Casts: Riya Sen, Khushboo & Sarvar Ahuja
Album Released on: July 2008
Lyrics:
Main ro na padun ab tumhe ye bata kar
Main ro na padun ab tumhe ye bata kar
Bahut yaad aaoge tum door jaa kar
Main ro na padun ab tumhe ye bata kar
Main ro na padun ab tumhe ye bata kar
Bahut yaad aaoge tum door jaa kar
Har ek cheez yun to shehar mein wahi hai
Har ek raah sooni magar lag rahi hai
Har ek cheez yun to shehar mein wahi hai
Har ek raah sooni magar lag rahi hai
Main dekhoon jidhar bhi nazar ko utha kar
Main ro na padun ab tumhe ye bata kar
Teri yaad yu to hai dil ka sahara
Kisi mod par phir ho milna hamara
Teri yaad yun to hai dil ka sahara
Kisi mod par phir ho milna hamara
Dua maine maangi hai tu teekha hai
Main ro na padun ab tumhe ye bata kar
Main ro na padun ab tumhe ye bata kar
Bahut yaad aaoge tum door jaa kar
Bahut yaad aaoge tum door jaa kar

0